Monday, 22 September 2014

Jamikand ka achaar







Jamikand ka achaar

Material – ½ kg jamikand, (chhil kar square size me kata), 1 spoon ajwain, ½ spoon methi ke dane, 1 spoon dardari pisi soonf, 1 spoon amchur powder, 2 katori sirka, 2 spoon lal mirch powder, salt according to taste, 1 spoon kalonji.


Method- jamikand ke tukdo ko 5 min ke liye kholte pani me boil kar le. pani nithar kar sabhi material dhoop me 1 din rakhe. Next day sirke me sara material mila kar usme jamikand ko palat de. Ise tej dhoop me 2-3 days ke liye rakhe. Achaar ready he.

0 comments:

Post a Comment